How To Earn Money From Website -10000 Rupees Per Month

Hello Friend Welcome Again.Aj ME Apko Batane Ja raha Hu online Earning Ke Bare Me Jo Aj India Me bahut teji Se Badh Raha He.Website Ya Blog Banana Or Isse Paise Kese Kamate He Uski Puri Jankari Hindi Me Batane Ja Raha Hu. How To Earn Money From Website Blogger Se Paise Kaise Kamaye – 10000 Rupees Per Month In Hindi

Hello! Aaj Ka Post Aapke Liye Bahut Important hone wala hai. Aaj Ham Baat Karenge How To Earn Money From Website. Aap Website YA Blogger se 10000 Rupees monthly kama sakte hain. Iske Liye Aapko Aapko Ye Post Poora Read Karna Padega. Pichhle 2 Years se Internet users ki Sankhya bahut badhi hai.

Jab Se Jio Markets me aaya hai. Log Jyda Internet Use Karte hain. Aise me Internet Se Paise kamane ke Raste badh gaye hain. Blogging se Paise kamane ke liye Kuchh khas Chizo ka bada dhyan rakhana hota hai.

How To Earn Money From Website
How To Earn Money From Website

New Website Creator Time West Na Kare Or Jaldi Se Apni Income Start Kar De Isliye Maine new bloggers(Website) ki help Ke Liye ye website Or ye Post Likhi He.

How to Earn Money From Website (Webiste Se Paise Kaise Kamaye – 10000 Rupees Per Month

Aaj Ke is post Blogger Se Paise Kaise Kamaye me aapko aapke sare question ka answer mil jayega. Jis se Aap Free Website (Blogging) se paise kama sakte hain. Waise Blogging se paise kamana bahut Asan hai. But Usake liye aapko thodi si mehnat karni hogi. Aapko Aapke Talent ke base me hi Blog Ya Website open karna chahiye. Kuchh Loga Ye galti karte hain.

Me Apko Ye Bataunga Jisse Kese Free Me Website Banakar Free Me earning Kar (Create Free Website And Earn Money) Paonge Jisse Apko Sare Step Follow Karne Padenge.

Dusare bloggers ki earning dekh kar blog start kar dete hain. Fir 50 se 100 post likhane k baad topic nahi milta hai. Isliye Blogging chhod dete hain. Isliye aapko Aapke subject ka khas dhyan rakhan hoga. Isi Topic me Aaj ham sari details me bate karenge. Jis se aap bloggng start kar ke Paise kama sake Jaldi Se.

How To Earn Money From Website (Website Se Paise Kaise Kamane ke liye Kuchh Tips)

Blogging Start karne ke liye aapko Khuchh khas Chizo ka dhyan dena hoga. USake baad Hi aap Blogging se paise kama sakte hain. Ek Blog Ko Paise kamane ke liye kaise taiyar Kiya jata hai. Aapko Is Post me pata chal jayega. Isake Liye aapko Aapke Blogger me Kuchh mehnat karna hoga. To start karte hain.

  • Aapko Aapke Blog me 15 se 20 SEO Friendly Article likhana hoga. SEO Friendly Article likhane Seo Kya He Seo Friendly Article Kese Likhe Uski Puri Jankari Baad Me Batayenge.
  • Blog Me aapke Minimum 100 Visitors Per Day aane chahiye.
  • Aapka Website SEO Friendly HonaImportant Hai.Uske Liye Ap Seo frinedly Themes Milengi Ap Wo Dekhle

Bas aapko in sabhi baton ka Dhyan rakhan chahiye. Jisase aap “online paise Kaise kamaye” Kama sakte hain Blogging Se. jaise jaise aapke Blog me Visiters badhate jayenge. To aapki Earning badhati jayegi.

Free Website Se Paise Kamane Ke liye Kuchh Subject

Aap blogging start karne ke lie Bahut sare subject choose kar sakte hain. Aaj Jis Category me chahen. Us catgory me Apana website bana sakte hain. but Aap wahi Subject Choose karen. Jisame Aapka Talent ho. Tabhi aap Blogging me success ho sakte hain.

  • Jokes
  • Storys
  • Website Help
  • Reviews
  • Internet
  • Photography
  • Technical
  • Reviews
  • Recipes
  • Or Bhi Bahut Sare Jime Tumhara Knowledge Ho.

Aap In subjects se related Website bana sakte hain. Ya Aapke dimag Me koi Aur subject hai, to aap usase bhi Blog bana sakte han.

Blogger Se Paise Kaise Kamaye – 10000 Rupees Per Month

Aapko How To Earn Money From Website -10000 Rupees Per Month. Iske Liye aapko Kisi bhi Topic me website open karna hoga. Blogger Ek Free Website hota hai. Jisme Aap Sub Domain And Hosting Free me diya jata hai. Website Open karne ke liye aapko sabse pehle Domain Purchase karna hoga. How to Make Free Website And Earn Money

Blogger aapko free subDomain Provide karta hai. But Aap Diomain Aisa Hona Chahiye jo aapke Website ke subject par match hota ho. Godaddy se aap Domain Kharid kar aapke blogger website me bhi add kar sakte hain.

Aap Godaddy Ya Big Rock se First time me Apko Kam Paiso me Mil Jayega. Kuchh Niche me maine Step by step Formul batayen hain. Jisase aap Blogger se paise kama sakte hain.Blog Or Website Kese Banate He Mene Apko Dusri Post Me jankari De He.Ap Waha Ja Kar Uske Bare Me Jan Sakte He.

How To Earn Money From Website Via AdSense(Adsense वारा पैसे कमाना)

Aap Agar Aapke Blog Me 15 se 20 SEO Friendly Article likhana hoga. Article likhane ke baad. Aapko Google Adsense ke liye apply karna Hoga Aapka website aasani se Approve ho jayega. Isase aapka Website approve ho jata He. Jitane bhi Bloggers Hai. Unake Website me aapko Google Adsense Ke Ads dikhai dega jisase wo log paise kamate hain. Jab Koi Blogger Adsense ke liye Google se request karta hai. Tab Jo Website Aur Website Post SEO Friendly hote hain. Use Google Adsense approve kar leta hai.

Adsense Us Publisher ke website ke Advertise show karata hai. Agar Koi user Us Advertise ko click karta hai. To Google Adsense Us Click ke paise pay karta hai. Jisase Blogger ki kamai hoti hai. Man lijiye Kici Website me Google Ka Advertise show ho raha hai. Jis Company ki wo advertise hai.

Usane Us ads me 100 Rupaye lagaya hai. Aise Me Jab Koi User Use click karta hai. To Us Ads ke 68% Paise Google Us Blogger ko deta hai Aur 32% Khud rakh leta hai.Ab aapko samajh aa gaya hoga ki, Blogger Se Paise Kaise Kamaye.

Affiliate Marketing Se Paise Kaise kamaye

Aapko Affiliate MArketing ke bare me pata hi hoga. Blogger Se Paise Kaise Kamaye, Ye Janane ke liye aapko Affiliate Marketing ke bare me janana hoga. Affiliate marketing ke bare me janana ke liye Aap Google Me Search Karke Pata Kar Sakte He bahut Sari Poste Hogi.. Amazon, SanpDeal.

Flipkart Companies ke bare me aap logon ne suna hoga. Ye Companies Online saman sell karti hai. But Ye Companies Dusaron ko bhi paise kamane ka chance deti hai. Jisae Log paise kama sake. Affiliate Marketing se paise kamana bahut aasan hai.

Free Website Se Paise Kaise Kamaye – 10000 Rupees Per Month In Hindi

Aapko Amazon Fipkart ya SnapDeal me Affiliate account banana hota hai. Jisame Aapko Online website ke sale products ke affiliate code mlate hain. Aap Us Code ko apane website me lagana hai. Agar Koi user use click kar ke. Aapke dwara koi sman khridta hai. To usaka kuchh % aapko mil jayega.

Lakhon Bloggers affiliate marketing se paise kama rahe hain. Isake liye aapko kisi approvel ya blog ki zarurat nahi hai. Aap WhatsApp Group me link share kar ke bhi paise kama sakte hain. Affiliate Marketing activate kar ke Blogger Se Paise Kaise Kamaye, samajh gaye honge.

Online Sell Kar Ke Online Paise Kaise Kamaye

Agar Aapke paas koi Products hai, aur aapko sell karna hai.To aap Online selling kar sakte hain. Bahut Log India me Online sell kar ke paise kama rahe hain. Aap Koi Bhi Products Online sell kar sakte hain E-commerce Blog banakar Jisase aapko bahut jyada benefits ho sakta hai. Online selling me Jude log aaj lakhon rupaye mahine kama rahe hain. Aap Bhi Paise kama sakte hain.

Online Services Se Paise Kaise Kamayen

Aapke Paas Agar Koi Talent Hai aapko kisi subject ke liye koi khas knowledge hai. To Aap Usase Related website bana kar paise kama sakte hain. ap Kisi bhi Topic me Website bana kar Logon ko Services de sakte hain.

Aapko Jab Bhi Kuchh search karna hota hai. To Aap Hamesha Google me hi search karte honge. But aapko Aap Content jis website me milta hai. Wo Ek Online services Website hota hai. Aapko Google me Sari Jankariyan Mil jati hai. Aap Bhi Logon ko Apane website ke jariye Information De sakte hain. Bahut Log Online Services de kar paise kama sakte hain.

Photography Se Online Paise kamayen(how to make Money Image Uploading)

Duniya me aise bahut sare log hain, Jo Google Me kisi na kisi kaam ke liye photo search karte rahte hain. Agar Aapko Achchhi Photography ki Knowledge hai. To Aap Blogger me free photography kar ke paise kama sakte hain. Photography kar ke blogger se paise Kamaiye. Aapko Achchhi Pictures Upload karna hai.

Jise log pasand kare.Aapka website Famous ho jayega. Ek Blogger Ya website owner ko Apane post Ke liye Photos ki bahut jarurat hoti hai. AgarAap Photography Website open kar lete hain. To bahut sare log aapse jud sakte hain.. Aap blogges ko mail ke dwara inform kar sakte hain. ki wo aapke website se picturess download kare.

Create Free Website Earn Money – 10000 Rupees Per Month In Hindi

AAP soch bhi nahi sakte ki aapko kitana fayda ho sakta hai. Hamare desh me bahut sare festival manaye jate hain. Log Rojana WhatsApp ke liye Pictures download karte hain. Jo Kisi na kisi website se hi download hota hai.

Festival me Photography website me amazing traffic generates hoti hain. Festival me aapki earning 100 Guna badh jati hai. Agar Aap Photography website me jana chahte hain hain. To Confirm ja sakte hain. Aapko isase bahut jyada benefits hoga.

Ab Aapko samajh aa gaya hoga ki, Blogger Se Paise Kaise Kamaye . Sahi Jankari dene ke karan aap Blogging ki duniya me bahut aage badh sakte hain. Aap Dhyan rakhana hai ki, Aapke website me koi Copyright Post na likhen.

Jisase aapke website ka reputation down ho. Aap Kisi bhi subject se related jankariyan de sakte hain. Example –

  • Tech Knowledge
  • Mobile And Electronic Reviews
  • SEO
  • Article
  • Help ETC
  • Beauty Tips
  • Medical
  • Study
  • Examination Paper And Oher Study Information

Or Bhi Bahut Hi rast He How To Earn Money From Website (Creat A Free Website And Earn Money) But Mere Ko Jitna Samaj Ata Tha Utna apke Sath Share Kiya He baki Baad Me.

Ap Jis Topic Me Intress Rakhte he Usi Topic Me Ap Free Me Website Banake Online Paisa Kama Sakte Hai Jisse Apko Jyada Benefits Mile.Esa Na Ho Ke Ap 50 100 Ya 200 Post Likh kar apka Gyan Khatam Ho Jaye.Or Ap Ka Work Stopped Ho Jaye.To Dosto Aj ke Liye Bs Itna hi.To Apko Bilkul Samaj Me Agaya Hoga.

Kaise How To Earn Money From Website (Website Se Paise Kaise Kamaye – 10000 Rupees Per Month In Hindi. online paise Kaise kamaye Or Bhi Bahut Raste he Ghar bethe Paise Kamane Ke.Wo Janne Ke Liye Ap Hamari dusri Post Read Kar Sakte He.

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.