SEO Friendly Post Kaise Likhe |How To Write Seo Friendly Post-2020

Hello, Friend Welcome back AkmemonTech.Aaj me Apko batane ja raha Hu blogging ke Related post in SEO Ke Bare Me. Mene Apni Agli Post writes Ki Thi Ke Seo Kya Hai.Iske Bare Me Agar Apne Wo Post Read Nahi Ki To Ap Pehle Wo Read Karlo.Is Me ek Point Tha Seo Friendly Post Likhana.

Ye Point Seo Ke Liye Bahut Jaroori He. Ap Apni Blog Post Ko SEO Friendly Kese Likhe Jisse Apki Post rank hone Me. Time Na Lage. SEO Friendly Post Kaise Likhe To chaliye Sharu Karte He.

SEO Friendly Post Kaise Likhe
SEO Friendly Post Kaise Likhe

SEO Friendly Post Kaise Likhe (How-To Write SEO Friendly Post)

Koi Bhi Search Engine SEO Ko Sabse Pahle Dekhta hai. Aap Jitana Achchha Apane Post Ko Likhenge. Usase Aapke Website Me Visiters Increase Hoga. Jis se Website me SEO Friendly Post Likha Rahta Hai. Wo Website Sabhi Serach Engine me Rank karta hai.

SEO Kya Hai Or Kaise Apni post-Par Apply Kare Uske Liye Ap Link Se Direct Ap Meri Us Post Par Ja Sakte He.

Google AdSense Ke Liye SEO Friendly Post Kaise Likhe. Ye Janana Bahut Jaruri Hai. Blogger Blog Ya WordPress Website me Aasani Se SEO Friendly Post Likha ja sakta hai. Aur Ye Bahut Aasan Hai. SEO Friendly Post Likhen Ke Two Parts Hote he.To Chaliye Shuru karte He.

SEO Friendly Post Kaise Likhe _Part 1(How To Write SEO Friendly Post) Part 1

Aapko seo Friendly Post Likhane Ke Liye Kuchh Khas Baton Ko Dhan Dena hoga. SEO Friendly Post Kaise Likhe Isake Liye Aapko Thodi Mehnat Search And Settings Ke karna hoga. Jo SEO ka First Part hota hai. Maine Niche Step By Step Aapko SEO Friendly Post Likhane Ke Sare Tarike bataye hai.

Agar Aap kisi Bhi Point Ko Skip Na Karen. Kisi Bhi Post me Aap Jara Si galti karenge to apka post rank nahi ho sakta hai. Post Likhane se jyada mushkil Post ko SEO friendly banana hai. Isaliye SEO Ko Ignore Na kren.

#01 SEO Friendly Keyword Research

Post Ko SEO Friendly Banane ke liye sabse pahla Aapko Keyword Research Karna Bahut Important Hai. Koi Bhi Blogger Jab Koi Post likhata hai, To Us Post Ke lIye Usaka Keyword Research karna bahut Important Hota Hai.

Aaj Jo Bhi Post Apane Blog me likh rahe hain. Use Kitane Log Search Engine me Search kar rahe hain. Ye Janana Bahut Important Hota hai. Jaise Aap koi Post Likh rahe hain.

Just Example: Mobile Kya Hai

Aap Is Keyword me Post Likh rahe hain. Aur Ise Koi Search Engine me Search hi nahi karta hai. To Aapka Post To Search Engine Me aa jayega. But Koi Search Hi nahi karega To Usame Visiters nahi aayenge. But Agar Aap Koi Post Likh rahe hain.

Mobile Kya Hai or use use kaise karte hai

Agar Aap Is Keyword me Post Likh rahe hain. To Aapke Post Me Visiters Jarur aayenge. Kyonki is keyword ko Google Ya other Search Engine me Search kiya jata hai. Isliye aapka Post Index bhi hoga aur Usame visiters aayenge. Aap Keyword Research Ke liye Google ka free tools. Google Keyword Planner use kar sakte hain. Yahan Aapko Achchha Keyword Aapke Blog ke liye mil jayega.

Ese Bahut Sare Keyword Tool He Jese Ke Ahref,Semrush, Neilpatel Ka Keyword Suggest Tool etc.

Lekin Keyword Resarch Karne Se Pehle Usme Bahut Cheeze Jaruri Hoti He. jese Ke Us Keyword Ka Search Voloume, Keyword Competition, Keyword quaility Mostly Search Longtail keyword In Google

#02 Target/Focus Keyword

Aapko Apana Keyword Search karne ke baad. Aapko Usame Ek Target Keyword Set karna hoga. Target Keyword Meaning Aapka Post kis topic me hai. Jise Aap Search Engine me lana chahte hain. Ye Bahut Important Hota hai. Sahi Target Keyword Choose karna bahut jaruri hai.

Jisase Kisi bhi search engine ko pata chale ki aapka post kis topic me likha Gaya Hai. Jaise Aap Koi Book Ya Movie Dekhte hain To Us Movie Ke Naam me Ek Keyword Hota hai. Jisase Audiance Ko pata chalta hai ki movie Kis Topic me hai. Ab Mai Aapko Example de kar samjha raha hun. Man lijiye aapke Post ka Title hai.

Mobile Kya hai Aur Mobile Kitne kitane types ke hote hain

Aapke Website ka Ye Title hai. Ab aapko Select Karna hai ki aap Kis Keyword ke sath apana Post Rank karwana chahte hain. Jisase aapke website ka Post rank kare. To Ye Bahut Simple Hai. Aapko Keyword Select karna hai.

Or Jese Mobile Kya he Us Par Post Likhne Ka Vichar Kiya He. Usko Har Jagah apko Dalne he. Or Uske As Pas Ke Keyword Help Ke Liye Bhi Use Karna He.

Or Apne Jo keyword Select Kiya He Wo Apko Title Me Hi Set Karna He. Or Apke Post Ke First paragraph Me Bhi Apko Apka Focus Keyword Set Karna He.

Mobile kya hai

Jise Aapke Google Keyword Planner ki madad se Search Kiya hai. Koi Bhi user Itana Long Keyword search nahi karta hai. Isliye aapko Ye dhyan rakhana hai. Ki aapka Keyword Logon ko pasand aaye. Jisase aapke Website ke Post Me click ho, Yahi Best Formula hota hai, keyword set karne ka. Ab Aap samjh gaye honge ki SEO Friendly Post Kaise Likhe.

#03 SEO Friendly Post Title

Ab Ata Hai, Aapke Post Ka Title. Aapko Aapke Target keyword ko Add karke aapke post ke liye title set Karna hai. Ye Bahut Important hota hai. Agar Aapka Keyword Aapke Title Me set nahi hoga. To Koi bhi search engine use index nahi karega. Is baat ko aapko yaad rakhana hai. Aapka Keyword Aur Target Keyword hai.

Mobile kya hai – Mobile ke Types By AkmemonTech

To aapko Use Aur Intreasting banan hoga. Aapko Aapka Title 35 se 55 word ke andar likha hai. Aur Yaad Rakhiye Aapka Space Bhi isame count hota hai. Aap Blogger use karte hain. To aapko ise khas dhyan rakhana hoga. Jisase Aapa Title achchha ho jaye.

Ise SEO title bhi kahte hain. Jo Search Engine me  show hota hai. Aapko bahut lamba Title set nahi karna hai. Jo Search engine me sho na ho. Upar Jo maine example diya hai. aapko waisa hi Title set Karna hai. Agar Aap WordPress website me kaam karte hain. To Aap Yoast Or Rank Math SEO Plugin Ki madad le sakte hain.

#04 SEO Friendly Post URL

Kisi Bhi Post tak pahunchne ke liye Ya Use Index hone ke liye ek sahi URL ki zarurat hoti hai. Aapko Aapke Post ke liye liye achchha url set karna bhut jaruri hai. Jaisa ki aap mere is post me dekh rahe honge. Ki Is Post ka url Kya hai. Is Post ka URL Hai. Aur Mai Example ke sath aapko niche batan ja raha hun. Ki Aapke Website ka Url Ya Pemalink kaisa hona chahiye. Jisase Aapka Url SEO friendly ban jaye. Aapko Do Url bata raha Hun. Jisase aapko samajh aa jayega ki. Aapko Kaisa Url dset karna hai.

  • www.akmemontech.us/Mobile-ki-website-kya-hai
  • www.akmemontech.com/62141584&%^*($%$

Ab aapko samajh aa gaya hoga. Ki aapko Aapke post ke liye kaisa Url Ya Permlink set karna hai. Aapke Website Post ke url me Aapka Target Keyword Hona bahut jaruri hota hai. Jisase AapkaUrl SEO Friendly ban jaye. Aur Search engine use index kar sake.

#05 SEO Friendly Post Description

Kisi Bhi Post Ka Achchha SEO Friendly Description Likhana bahut Important hota hai. Aap Jab Bhi Koi Post Google Ya Koi Other Search Engine me search karte hain. To Aapko Us Post Title Ke Niche Ek Description dikhai deta hoga. Wahi Description hota hai. Aapko Aapke Post se related Post Description likhana Hoga.

Aapka Description 120 Word se 150-word ke andar hona chahiye. Aapko Description likhate Samay ek baat ka dhyan dena hoga. Aapke Description Tabhi SEO Friendly Banega Jab Aap Description me Apana Title And Target Keyword use karenge. Koi Bhi search engine jab Kisi post ko Index ya crawl karta hai. To Wo sabse ahle description read karta hai. Isiliye search Engine me Description show hota hai. Aur usame Target Keyword Bhi Hota hai.

Or App Description Me Jyda Se Jyada 2 Bar Focus Keyword yani Target Keyword Use Kar Sakte He. Agar usse Jyada Bar Apne Apna Focus Keywrod Ya target keyword use Krte Ho To Google Index yani apki Post Ko Goolgle Me Crawl Hone Me Problem Hogi.

#06 Keyword Density

Ab Aata Hai keyword Density Kya hai. Keyword Density ka matlab hota Hai aapke Post Me Target keyword Ki counting. Agar Aapka Post 1000 Word me likha gaya hai. To Aapke Us Post me aapke Target Keyword Ki Sankhya 2.5% se Jyada Nahi Hona chahiye. Agar Aap Keyword Density 2.5 se Jyada Karte hain. To Google Aapke Post Ko Rank nahi karega.

Aapke Kisi Bhi Post me Keyword Density 0.5 se 2.5 ke bich me honi chahiye. Jisase Search Engine aapke website post Ko SEO Friendly samjhe. Aur Jaldi se jaldi aapke post Ko Index kar de. Aapko Simple Word Me Kahun To 100 word ke post ke liye aapka Target Keyword Aapke Post me 5 se 25 Bar aana chhiye. Usase kam ya jyada na ho.

SEO Friendly Post Kaise Likhe_Part 2

Abhi Tak Jo Maine Samjhaya Wo SEO Friendly Post Kaise Likha first part tha. Ab Aapko SEO Friendly Post Kaise Likhe Second Part Bhi samajhna bhi bahut Important hai. Kyonki Upar Jo Maine samjhaya wo Ek teaser hai. Aur Jo Ab samjhane wala hun Ye movie hai. Aap Agar Koi Post Bahut achchha Likhate hain. But Agar Wo SEO Friendly nahi hai. To Wo Post Kabhi Bh Google me rank Nahi Karega, Isaliye Aapo Post Kaise Likhna Chahiye ise 2 Part Me banana Bahut Jaruri tha. Koi bhi search engine usi post Ko Rank karta hai jo SEO Friendly likha gaya ho. SEO Friendly Post Jise User ko Read karne me maza aaye. Ab Jante hai, ki Aap SEO Friendly Post Writing ke bare me.

#01 SEO Friendly Post Word

Aapko Apane website ke Post me 1000 Word ka post likhana bahut jaruri hai. Ab Aap Sonch rahe hain ki Kuchh Bloggers 2000 word ke post-Likhne ki salah dete hain. Aur Kuchh Logon ka Post 2000 word ka hota hai. Wahi Post google me rank karta hai. To Ye Bahut galat hai. Bahut Log Aisa Bol Ke logon ko gumarah karte hain. Jo Blogger 2000 word ke Post Likh kar Apane Post ko rank karte hain. Wo Apane Post ke liye bahut sare jagah me backlinks banaye rakhate hain. But Aap Jab Koi Content search karte hain. To Jo Post First page ke First Position me aata hai wo hamesha Short post rahta hai. Kyonki Wo Unique Content hota hai. Ab aap samajh gaye honge ki Ko Bhi Post rank Kaise Hota hai. Post-Rank Hone ke liye Post Lamba Hona Important nahi.

#02 Heading

aapko Apane Post Me Heading Add karna bahut Important Hota Hai. Jisase Aapka Post User Friendly Bane Aur viewer bhi us apost ko aasani se Read kar sake. Aapko Blogger Aur WordPress me Heading Colam mil jayega. Jahan Aap Apana Post Title Use karte hain. Wo Heading 1 Hota hai. Aisa kar ke aap Apana Post SEO Friendly Bana sakte hain. H1 Se H6 Tak Heading Aasani se Likh sakte hain. Aapko Sabhi Heading me Apana Target Keyword Ue karna bahut Important Hai. Jisase Jab Google K Ronot Aapke Website Ko check kare. To Use lage ki aapka Post SEO Friendly Hai.

#03 Use Bold

Aapko Apane keyword Me bold symble use kana hai. Jisase aapke Post Me Aapke Target Keyword Ko Google Robot Turat Readkar sake. Ye Bahut Imporatat Hota Hai. Kuchh Blogger Ie Follow nahi karte hain. Jisase Unaka Post Google Me Index nahi hota hai. Ya Unaka Post First Page me nahi show hota hai. Aapko Ye galti nhi karni hai. Jisase aapke post Ki Value Down Ho jaye. Example ke liye.

Blog Ya Website Me SEO Friendly Post Kaise Likhe

Jaisa Ki maine samjhaya hai. Waisa Hi Aapko Aapke Post Title Ko Bnana Hai. Jisase Aapka Post Google Algoritham read kare. Bold Keyword Ko Jyada Use Na karen. Jisase Search Engine aapke Pst Ko Spam Post Ki Category me add kar de.

Apne Target Keyword Or Apne Post jo Helping Keyword Use kiye He Wo Hi Keyword Ko Apni Post me Bold kare Jisse Google Apke Target keyword ke Alawa Bhi Apke helping Keyword Ki Wajah Se Bhi Apki Post Ko Rank Hone Me helpful Rahe.

#04 Images Use kare

Aapko Apane Post me Images use karna bahut important hota hai. Jisase User aapke Post me jyada se samay tak ruke. Aur use aapke Post Ki Imag ko dekh kar aapke post ko read karne ka man ho. 1 Images 1000 Word ke barabar hota hai. Ye Mai Nahi kah raha Sabhi kahte hain. Google Kisi Images ko Red nahi kar sakta hai. Isame liye aapko Aapke Postke imges Me Aapke Post ka Title dena hoga. SEO Friendly Post Kaise Likhe Isake liye ye bahut important hota hai. Google Robot Aape Images Ko Bhi Index karta hai. Jisase Koi User aapke Images se aapke website tak pahunchta hai. Aisa karne se aapke pst me hain. Aur aapka Website rank hta hai. Ise SEO Friendly Images Bhi kahte hain.

Or Image Use Karne Par Bhi Dhayan Apko Esa Nahi Karna Ke Apne Google Me Se Image Liya Or Is Seo Friendly Post ke Andar Dal Diya Ye Accha Nahi rahega.

Kyunki google Bahut Jyada Image Copyright Image. Jisse Apki Post Par Effect Padega. Is Liye Me apko Example Tarah Kuch Site Ka Name De Raha Hu Jaha free Image Without Copyright Hote He Apko Image Waha Se Lena He.

Or Bhi Bahut Sari Free Image Ki Site He Aap Google Me Search Karke Usko find Kar Free Image Nikal kar Ap Apni Website Par Add kar Sakte He.

#05 Copyright Post Na likhen

Aapko Agar Aapke Website ko Log Time tak use karna hai. To Aap Koi Bhi CopyRight Post Na likhen. Aapko Hamesha Fresh content likhana hai. Jisase Google Aapke Website ko rank kre. ye abhut Hi achchha tarika hota hai. Jisase Koi Bhi website bahut jaldi rank karne lagta hai. Aapk Bhi Is chij ka khas dhyan dena hoga. Google Bahut Smat hai. Aap Google Ko Dhokha nahi d kaste hain. Google Robot Aap par Nigrani rakhate hain. Ki Aap Apane website aur Computers me kya search karte hain. Aap Google Ko Dhyan me rakh kar sabhi kaam karen.

#06 Target Keyword Kahan use karen

Aapko Targets Keyword to use karna hi hai. But aap us kahan use karen ye aapko details me janana bahut Important hota hai. Isliye aapko Aapke Post me ye janana bahut Jarurui hai ki. Aapke website ke Kaun se Part ko google Robot check karta hai. Jisase aap Shi jagah par apana Target Keyword use kar saken.

  • Post Title
  • Description
  • Post Url
  • First Paragraph
  • Heading 1 And 2
  • Images

Bas aapko itane jagah me Apna Target Keyword use karna jaruri hai. Jisase aapka wbsite Google ke first page me show ho. Aap Jitana achchha post likhenge utana aapka Post rank hoga.

SEO Friendly Post Kaise Likhe Akhri Words

Aaj ke Is Post Blog Ya Website Me SEO Friendly Post Kaise Likhe. Mene bahut Important Topic me Baat kiya hai. Agar Aapko SEO ke bare me sahi jankari mil jaye. To aapka Website Bahut aage jayega.Mere Ko Jitni Samaj Thi Utna Maine aapko bataya wo bahut jaruri hai. Aap Mere Is Post Ko check kar sakte hain. But Sirf itana hi kafi nahi hota hai. aapko apane man s SEO Ka Factor samjhna hoga.

Aapko Isase Bhi Jyada Apne Man Se aapke post ko Improve karna hoga. Jisae aapka Post rank ho. Kyonki Aaj Kal Sabhi log Generaly itana use to karteh hai. Isliye aapko isase jyada badh kar karna hoga. Jisase aapka Post Dusare Post Se alag lage. Aapko Jitana SEO Janana Tha maine samjha diya hai. Isake alawa aapko apane man s SEO karna hoga. Jisase aapka achcha lage.

General FAQ

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.