Blogging

Fiverr Se Paise Kamaye Full Guide In Hindi-2020

Hello, Friend Mere site Ak Memon Tech Me Apka Fir Se Swagat Aj Me Apko Batane Ja Raha Hu Online Earning Ke Bare Me Jiise Most Popular Website He. Fiver Uske Bare Me To Chaliye Shuru Karte He.Fiverr Kya Hai – Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi Full Guide.

Agar Aap Online Paise Kamane Ka Platform Dhundh Rahe Hain. To Aap Sahi  Post Par Pahunche Hai. Aaj Ham Aise Website Ke Bare me Bate Karenge. Jo Aapko Unlimited Earning de sakta hai.

Is Website Se Wahi Log Success Ho saakte Hain. Jinake Paas Koi Khas Skill Ya talent Hai. To Aap Aasani Se Mahine Ke 1000$ Ekdam Easy Nikal Sakte hain.Fiverr Ek International Website hai. Jo Un Logon Ko Connect Karti Hai Jo aapas me Ek Dusare ke Kaam Aa sake.

Fiverr Kya Hai – Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi Full Guide 2020

Fiverr Kya Hai – Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi. Iske Pahale Aapko Fiverr Ke bare me bata Dun. Alexa Rank ke anusar Fiverr Poore World me 497 Position me Hai. Jo ki ek bahut achchhi baat hai.

Is Website me Poore World ke Har Ek Country ke log jude hue hain. Fiverr Ek Aisa Platform Hai jahan pe. Log Apane Talent Se Paise Kamate hain. Isame account banane se pahale aap jan len ki.

Aap Jis Kaam Ko Bahut Achchhe Se kar sakte hain. Jo Aapka Skil Hai, Usaka Ek Bainer Ya Post Aap Fiverr me add kar de.

Isame Bahur Sare Bainer Aapko Mil JAte Hain. Fiverr me Minimum 5$ se 100$ Tak ka Work kiya jata hai. Ye Bahut Achchhi aur Trusted Website hai. Jo Aapke Skill ko bahut Upart Tak Le Jati hai. 

Aisa Karne se Log ‘Fiverr’ me Kuchh work ke liye jab logon ko Search karenge. To aapka Naam Bhi Listed Hona. Jo Client Jab Aapko Kici work ke liye order dega. To apko Wo Kaam Ek Date me Complete kar ke dena Hota hai.

Aap Fiverr me Koi Bhi Kaam Minimum 5$ Prise rakh sakte hain. 5$ Doller Indian Rupees me 350 Rupees Hote hain. Bas Ek Kaam Kar Ke aap Daily Paise Kama sakte hain. Aap Ek Din me Jitane sare Work Complete Karenge. Aapko Utana Benefit Hoga. Ab Aap Khud samajh Gaye Honge. Ki Fiverr Kya Hai.

Fiverr Se Paie Kaise Kamye(how To Earn More Money In Fiverr)

Aap Jab Fiverr Join Karte hain. To Aapko Isase Jyada se jyada Paise earn karne ke liye. Bahut Sare Option mil jate hain. Aap aap jab Join karte hain. To Aapko Pata to chal hi jayega. But Fir bhi Mai aapko Niche sari detils bata deta hun.

  • Jab Aap Aapko Kisi bhi Work ko karne ke liye ek Time Limit milata hai. Example Kisi KE liye Aapko Ek Photo design krna hai. Agar Usako Urgent chahiye to Aap Ussase 1$ Extra le sakte hain.
  • Aap Ek Din me jitana chahen Utana oredr complete kar sakte hain.
  • Aap ek Se Jyada work fiverr ke sath kar sakte hain. Jisase Aapki Earning Jyada ho sake.

Bas Yahi Kuchh Trike Hote Hain. Jisase Aap Bahut Jyada Paise kama sakte hain.

Fiverr Me Kya Karte hain?

Aap Fever Me Kuchh Bhi Work Kar sakte hain. But Ye sare Work Online Hote hain. Jise Log Complete kar saken. Mai Kuchh Fiverr me Kiye Jane wale Work ke bare me batane a raha hun. Jisase Aap Samajh Sakte Hain.

  • Video Editing
  • Backlink Creates
  • Article Writing
  • Email Marketing
  • Music
  • Poster
  • Traffic
  • Books And Covers Creator
  • Animation
  • Logo Creator
  • Photo Editing
  • Banner Ya Advertise Create
  • Social Share

Aap jis field me achchha Perform kar sakte hain. Aap usake recording east account bana sakte hain. Kuchh samay me aapke paas customer ana start ho jayenge. Ab Aapko Samajh Aa gaya Hoga. Ki Fiverr Kya Hai. Aur ISame Kya Kaam Kiye Jate hain.

Jisaki Jaisi Jarurat Waisa Kaam Yahan Pe Kiya Jata hai. Aap Jitane Sare Category Upar me dekhe hain. ISase Bahut Jyada Category Fiverr me available Hai. 100+ Option Hain. Aap Jo Option chahen. Us Option ko choose kar sakte hain.

Fiverr Account Kaise Banaye(how To Create A Fiverr Account)

Sabse Pehle Hum Apne Computer Ya Mobile Me Fiverr.com Open Kar Lete He.Open Hone Ke Baad Join Ka Option Ayega. Ap Waha Ja Kar Click Kare.

Join Par Click Karne Ke Bad 3 Options Ayege.

  • Continue Facebook- Agar App Facebook Se Connect Kar Ke Account Banana Chahte Ho To Continue Facebook Click Kare.
  • Continue With Gmail- Agar App Gmail Se Connect Karke Account banana Chahte Ho To Continue With Gmail Par Click Kare.
  • Email- Agar Apne Manualy Email ID Se Account Banane Chahte Ho Box Me Email ID Submit Kare Or Continue Par Click Kare. Continue Par Click Kar Ne Ke Baad Naya Page Open Hoga.Jisme Apko User Name Or Password Ka Option ayega. Jisme Apko Apni Marji Se Username And Password Dal kar Join Par Click Kare.

Join Karne KE Baad Sabse Pehla Page Open Hoga. Usme Apko Email Id Verification Karne Ka Bata Raha Hoga. To Apne Jo email Id Dali Us Email Id Login Kare Jisme Fiverr Ki Taraf Se Ek mail Aya Hoga.

Wo Mail Open Kare Usme Ek Link Fiverr Ki taraf Se Ayi Hogi Us Par Click Karde Jisse Apka Fiverr Account Active Or Verify Ho Jayega.

Account Open Ho Jane Ke Baad Apni Sell Post Dalne Ko Gig Kehte He. To Chalo Sikte He Apni Selling Post (Gig) Kaise Banate He.

Fiverr Par Apne Pehla Gig Kaise Banaye?

Friend Gig Banane Ke Liye First Apko Upar Likha Hoga Become A Seller Par Click Karoge To uske Baad Ek Form Open Hoga Us Par Us Form Ko Puri Tarah Apko Fill Up Kar Dena He. Or Apni Puri Jankari Dalni He. Jaise Ki.

  • Availability- Isme Apko Pehla Option Ayega Full Time Or Part Time Jisme Apko Full TIme Select Karna He.
  • Linked Account– Is Me Apke Sare Social Media Account Jaise Ki Facebook, Twitter Linked Karna Hota He.
  • Language-Is Me Apko Apni Language Select Karni He Usme Apko English Select Karna He.
  • Skills- Is Options Me Apna Select Yani Talent Likhan He. Uske Baad Yes Par Click Karna He. Click Karne Ke Baad Do Or Box Open Honge. Jisme Pehle Box Me Apko Apna Skills Likhan he. Apk Kya Hunar Rakhte Ho Or dusre Box Me Apko Apna Experience Level Likhan He. Experience Likhne Ke Baad Crear Par Click Kar De.
  • Education- Is Option me Apko Apna Education Likhna He.
  • Certificate- Yadi Apke Pass Apna Work Experience Certificate He To Uski Sari Details Fill kare.
  • Profile Photo- Yaha Profile Par Apna Photo Upload kare.
  • Description- Description Me apko Apne Work Ke Bare Me Likha He. Jo 150 Words Me Apko Likhna He. itne Kaam Karne Ke Baad Continue And Create A Gig Par Click Kar Dijiye.

Ye Sab Karne ke baad Aapka Fiverr Account Taiyar Ho Jayega. Ab Aap Samajh Gaye Honge Ki Fiverr Kya hai aur isame account banana kitana aasan hai. Aapki Earning Order Aane ke sath Start ho jayega. Bas Aapko Sahi Information add karna hoga. Jisake Liye Aapka Achchha Skill hi aapko paise earn karayega.

Muje Asha he Ki Apko ye Post Pasand Ayi Hogi.Fiverr Kya Hai – Fiverr Se Paise Kaise Kamaye In Hindi.Ye Samajme Agaya Hoga.Ap Esi He Internet Se Judi Online Earning, Blogging, Adsense And Digital Marketing Ke Bare Me Janne Ke Liye Hamari Site Ke Sath Jude Rahe Jisse Apko Esi Achi Achi Post Ki Jankari Sabse Pehle Milti Rahe.Aj Ke Liye Bs Itna HI…

Agar Apko Ye Post Pasand Ayi Hoto Apne Dosto Ke Sath Social Media Share Kare Jisse Unki Bhi Kaam Karne Ke Iccha Puri he. Social Media Platform Facebook, Twitter Instagram.

Fiverr Kya Hai General FAQ

[sc_fs_faq html=”true” headline=”h2″ img=”” question=”Fiverr Kya Hai? ” img_alt=”” css_class=””] Fiverr Ek Online Selling Platform He. Jisse Ap Online Selling Kar Sakte He Apna Skills. [/sc_fs_faq]

[sc_fs_faq html=”true” headline=”h2″ img=”” question=”Fiverr Se Paise Kaise Kamaye? ” img_alt=”” css_class=””] Fiverr Se paise Kaise Kamaye Uske Bare Me Mene Apko Upar Details Me Jankari Di he. Waha Upar Ja Kar Read Kar Sakte He. [/sc_fs_faq]

[sc_fs_faq html=”true” headline=”h2″ img=”” question=”Fiverr Se Paise Kama Sakte He? ” img_alt=”” css_class=””] Ha Bilkul Kama Sakte He Or Bahut Achhe Sare paise Kama Sakte He. Lekin ek Shart He Ke Ap Ke Pass Digital Marketing, Video Edition, Logo Designing Esi Kuch Cheezo Me Talented Hona Jaruri He. [/sc_fs_faq]

[sc_fs_faq html=”true” headline=”h2″ img=”” question=”Fiverr Se Online Paise Kaise Kamaye? ” img_alt=”” css_class=””] Fiverr Ek Online Platform He. Fiverr Par Kaam Karne Matlab Online Hi Kaam Karna He. Fiverr Se paise Kamana Online Paise Kamane Hi He. Puri Jankari Post Me Likhi He. [/sc_fs_faq]

Mannan memon

I Want Publish Tech News, Mobile News, Tech News, Health, Life And Card News, How To Make Money Online, Tips And Trick And Any Other Blogging WordPress And Adsense Related Help And Tips In English.

Recent Posts

PUBG Lite For IOS Full Version Free Download For iOS

Hello, Friend Welcome Again. Today I Am Sharing With A New Point From How to…

4 years ago

Online Paise Kaise Kamaye, Top 10 Best Idea Online Paise Kamane Ke

Hello, Friend Welcome Again My Website. Today I Am Sharing A Wonderfull Point Sharing With…

4 years ago

Top 10 Best Phones Under 50000 In India (Flagship Mobile)-2020

Hello, Friend Welcome Again. Today I Am Sharing With New Point top 10 Mobile (Top…

4 years ago

How To Order Reliance JioMart Via WhatsApp

JioMart  An E-Commerce Platform operated By Reliance Retail Has introduced A New WhatsApp Order Booking…

4 years ago

Best Android Phones Under 15000 (Top 10 Android Phones)-2020

Samsung Galaxy M30S, Redmi Note 9 Pro, Pocco X2, And Vivo U20 These 4 Phone…

4 years ago

Backlink Kya Hai-(What Is Backlink)Backlink Kaise Banaye In Hindi

Aaj Me Apko Batane Ja Raha Hu Backlink Ke Bare Me.Backlink Ek Seo Ka Part…

4 years ago

This website uses cookies.